Aaliya Nimant #Part 25

Aaliya Nimant #Part 25


Aaliya ghar jaate hi sbse pehle Nimant ko Sorry text karti h ,, bt Nimant online nahhi tha us time.Aaliya usse abbhi isi wqt mnana caahti thhi kyuki us se Nimnt ki ye rudeness dekhi nahi ja rahi thhi....vo Nimant ka Fb account check karti h ki atleast usse Mobile numb. Hi Mil jaye bt usse vo b nahi milta. School se ghar aye dono ko 3 hours ho chukke thhe,, Aaliya Nimant ka wait kar rahhi thhi aur wha Nimant aram se Nind purri kar rha thha,,Uske dimag m itni baat aati hi nahi h ki Aaliya online uska wait kar rahhi hogi usse mnaane k liye...kyuki uske hisab se vo Aaliya ka ek normal friend tha jiski baato ki wjha se shyd hi Aaliya ko fark pdta ho.
At 7 pm,,Nimant online ata h
Aaliya : kb se wait kar rahhi hu u ka ,, kha thhe u?? Itna tym kyu lgga dia ....kbse se onlinee bethi hui hu u k liye ....pta h kitni tensed hogai thhi...
Nimant : hey mdm hold on hold on ...kya hogya u ko??
Aaliya : jo u ko subha hua tha
Nimant : oh haan yaad aya m nraz hu ...
Aaliya : sachhi nlaz ho??
Nimant : haan bilkul..
Aaliya : thk h fir dimpi di ko mnna kardeti hu naa anne se..
Nimant : mtlb??
Aaliya : mtlb ye ki jst abbi maine unhe mnna kiya ki kal subha wo mere liye wait na karre kyuki m u sath jaane wali hu na...
Nimant : :o
Aaliya : kya hua??
Nimant : Tum schi mere sath jaogi??
Aaliya : haan,, koi problem h kya??
Nimant : arey mujhe kya problem hogi
Aaliya : hahahha okk....toh kal exact 7 am.
Nimant : agr tum fir na aai toh?? Pta h itni thand thhi aj aur m pagal hogya wha wait kar kar k (december month)
Aaliya : awwww em so sry ,, kal pkaa ayugi nd u ko zra sa b wait nahi karwaugi...
Nimant : pka????
Aaliya : pkka wala pkka :D

(Sorry in dono k pyaar k bich m batana hi bhool gaya ki ab Aaliya 11th m ho chukki h nd Nimant 12th m,, sry m professional writer nahi hu isiliye mistake hogai....i hope usb zada nraz nai huye hoyoge??)
{ leave ur comments abt dis part }

To be Continued... <3

Keep Supporting Aaliya-Nimant & share

#AmMy

Comments

Popular posts from this blog

Aaliya Nimant Part #170

Aaliya Nimant Part #1

Aaliya Nimant Part #180