Aaliya Nimant #Part 42

Aaliya Nimant #Part 42


Ops Rainy Day,, Aj Aaliya Nimant ki walk b cancle hogai . Aaliya ne Nimant ko pehle hi subha call karke inform kardia tha ki Aj wo uske liye Wait na karre kyuki aj shyd usse entry mil jayegi gate se. Aaliya school m enter karti h,, Nimant ki Bike ko na dkh kar smj jati h ki Nimant abbi school nahi pahuncha.Jaldi se class m jaati h nd beg rakhte hi Deepti ko lekar bhar Coridor m ajati h jha se Jb Nimant enter karega toh usse dikh jayega.
Deepti : arey deewa ni ldki kya hogya tujhe ??
Aaliya : Tu bs chl na coridor m chlte h .
Deepti : haa wha se wo dikhega isliye na
Aaliya : *blushed* haan
Deepti : yar tum rltnshp m ho kya??
Aaliya : arey nahi ,, wo pgl bolta hi ni h m toh kbse wait kar rahi hu
Deepti : toh tu bolde na
Aaliya : no way,, m ldki hu m ni bolugi
Deepti : wahhh ldki h toh kya hogya,, tdpna manzoor h bt izhaar pehle karna nahi
Aaliya : shhhhhhhh wo agya chup kar
Deepti : wo agya,, dkho wo agya ????
Aaliya : very funny huhhh
* Nimant Bike park karke class ki trf ata h,, upar Aaliya ko coridor m dkhta h nd dor se hi isharro se gd morng karta h,, Aaliya b smile karke reply karti h,, Nimant stairs se upar ata h.*
Aaliya : u toh bheeg gaye ho
Nimant : haan no prblm manage karlunga.
Aaliya : cold hojayega pgl
Nimant : itna sochti ho ??
*Aaliya reply nahi karti bs smile karti h*
Nimant : meri extra claass h interval m milta hu by
*Nimant class m chlla jata h nd Aaliya b apne lectures attend karti h ,,nd Interval hoti h. Still barish thhi bhar toh Aaliya class m hi rehti h baaki sb frnds bhar coridor m hote h . Nimant class m enter karta h ,, Aaliya shock hojati h*
Nimant : akele kya kar rahi ho Princess??
Aaliya : U yha kya kr rahe ho?? Mtlb yha kese??
Nimant : tens mt le Deepti bhr hi h usse bolke aya hu ki koi teacher ayegi toh bulla lena bhar
*Nimant Aaliya k agge wale desk par aakr baith jata h*
*as Nimant nd Aaliya akele andar thhe ,, Deepti caahti thhi ki unhe privacy mille taaki Nimant apna izhaar kar skke toh wo kisi ko b andar nahi jaane deti even classmates ko b ni*
Aaliya : acha g
*thodi der dono idar udar ki baate karte h ki achanak Aaliya uth jaati h nd nd window ki trf jaati h*
Nimant : kya hua??
Aaliya : M nraz hu...
Nimant : wt kyu??
Aaliya : u ne us din mere que ka ans nahi dia
Nimant : kaunsa que.?
Aaliya: agar Aadi ki baate sch hoti toh mere se frndsp tod dete.
*Nimant uth kar aaliya k pas jata h *
Nimant : pls Aaliya mujhe in stupid ques ka ans nahi karna.
Aaliya : bt mujhe ans caahiye Nimant.
Nimant : bt kyu ??
Aaliya : i dnt knw. Mujhe bs ans caahiye.
Nimant : nahi dunga
Aaliya : toh thk h ,, i dnt wanna talk to uh
* ye bolte hi Aaliya bhar ki trf jaane lagti h ki achanak Nimant Aaliya ka haath pkdta h nd usse apni trf khichta h. Fir usse wall ki trf push karke uske kaafi close hota h . itna close ki dono ki saanse tkra rahi thhi ek dusre se nd bolta h*
Nimant : Mujhe fark nahi pdta logo ki baate bnaane ka al i knw is mera kuc connection h u k sath,, al i knw is kuc bond h hmara ,, al i knw is Kismat ne humme esse hi nahi milaya. Tumhe kya llgta h jo baate Aadi ne boli vo aj tk mujhe kisi aur k mu se nahi sunai di hogi pehle?? Sunta tha bt react nahi krta tha kyuki sochta tha tumhari lyf h tumhara hak h tumhari lyf par ,, pr itna b janta tha ki tum baki ladkio jesi nahi ho tum alg ho tumhe pyaar ki tlaash h physical needs toh log unse b purri karlete h jinse pyar na ho. Rahi baat Aadi ki baate sch honne ki toh agr meri tum se shadi b ho rahi hoti tb b mujhe pta chlta ki u ka past aisa tha toh m piche nahi httah kyuki wo tumhara kal tha aur m aj hota. Pyar m insan aksr emorinal hokke galtia karjaata h bt unhe agr us galtio ko sudhaarne ka mokka na mille toh u unki lyf m tumhari b koi jgha nahi. Pyar dil se kia jata h mdm aur ye dil h ki Maanega hi nahi ki tum kbbi glt b ho skti ho.
*ye bolkar Nimant poose leta h,, Aaliya apni eyes close karti h.... Nd smile karti h ,, Nimant ek sec k liye thoda aur close jata h bt kuc sochta h fir piche ht jata h nd wha se chlla jata h *

{ leave ur comments abt dis part }

To be Continued... <3

Keep Supporting Aaliya-Nimant & share

#AmMy

Comments

Popular posts from this blog

Aaliya Nimant Part #170

Aaliya Nimant Part #1

Aaliya Nimant Part #180